Our website uses necessary cookies to enable basic functions and optional cookies to help us to enhance your user experience. Learn more about our cookie policy by clicking "Learn More".
Accept All Only Necessary Cookies
Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah アイコン

6.0 by Aafi Technologies


2018年04月15日

このKuliyaat e Huzoor Baqi Billahについて

日本語

Hazoor Baqi Billah RA KAカラーム、Rasaayl、Malfoozat AUR Maqtoobat

Introduction and family Lineage:

Huzoor Muhammad Baqi Billah Qudas Sarrah Naqshbandiya Silsila e Tareeqat kay aik boht he azeem, buland paaya aur darakhshanda buzurg hain jin kay dam kadam say Naqshbandiya silsila e tareeqat sub continent main pohncha. He is the spiritual guide (Murshid) of Hazrat Shaikh Ahmad Sirhindi R.A (who is also known as Hazrat Mujaddid Alf Sani R.A).

He belonged to a Turkish family as his father was from a Turkish family tree which is known "Khilj". "Baqi Billah" Hazrat Khawaja ka laqab he kehna chahiye aur yeh isliye howa hai kay apko ittibaa e kamil ki badolat Bajuz haq Subhanawatala aur koe matlab he na tha so he is called "Baqi Billah". He was born on 971 Hijri, as on 1563 eeswi and this was also the very year in which his spiritual disciple Hazrat Mujadid Alf Sani R.A was born on.

Education:

Ap ko beginning say he hasool e taleem ka janoon tha. So hasool e ilam ki manzilain barri he taizi say taih kernay lagay. But aik din aik majzoob nay following Persian Poetic piece perh ker apki duniya he badal di:

"War kanzo hadaiya natwaan waid Khudara

Aaena e dil been k kitabay bay azeen neest"

Ap ko Aaena e dil daikhnay ki lagan sawaar ho gye aur yeh lagan ap ko najaanay kahan kahan liye phirti rahi. Aik bay karari the k chain na lainay daiti the. Kitnay hi buzurgon kay aastanon per haazri de. Aur kitni he basharton say sarfaraz howay aur aaena e dil ko itni jila de keh haqeeqat ka sahih aqs is main nazar aanay laga.

In such type of ecstasy and travelling, it is said kay Hazrat Khwaja Bahauddin Naqshband R.A aalam e az khood raftagi main ap kay samanay aaye aur ap nay oon say faiz hasil kiya.

Caliphate:

Sufi dervaish Hazrat Khwaja Amkangi R.A was met him in the dream and narrated:

"My eyes are waiting for you....!"

Aur unhon nay ap ko khalipha bna ker Hindustan bhaij diya. Aur Hindustan ja ker Ap nay Hazrat Mujaddid alf Sani R.A ko dhoond ker Kharqa e Khilafat say nawaza aur unhain salook ki manazil within two and half months main tay kerwa deen. Aur iski aitraaf Hazrat Ahmad Sirhindi R.A nay khud kiya hai.

Wisaal:

After that Hazrat baqi Billah nay apnay mureedain aur ehl o ayyal ko ap kay hawalay kiya aur Allah ka daaimi wisaal paa gaye. Ap ka wisal 1603 yani 1012 Hijri ko howa. It means he lead a life of just 40 years.

In this application, apki sawaneh hayat ko Urdu main likha gya hai aur apka kay kalaam ki collection as it is Persian language main shamil ki gaye hai.

最新バージョン 6.0 の更新情報

Last updated on 2018年04月15日

In the latest version 6.0, accidental appearance of full screen ads has been fully removed

翻訳中...

アプリの追加情報

最終のバージョン

Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah 更新を申請する 6.0

投稿者

ထာဝ ရ ခ်စ္သူ

Android 要件

Android 4.0.3+

もっと見る

Kuliyaat e Huzoor Baqi Billah スクリーンショット

コメントをよみこんでいます...
言語
言語
APKPureをを購読する
最高のAndroidゲームアプリの最新リリースやニュースやガイドなどの情報にいち早くアクセスすることができます。
いいえ結構です
購読
購読完了!
APKPureの購読が完了しました。
APKPureをを購読する
最高のAndroidゲームアプリの最新リリースやニュースやガイドなどの情報にいち早くアクセスすることができます。
いいえ結構です
購読
成功!
ニュースレターを購読しました。